MESSAGE OF THE DAY 48

🍂                                   

    BismiLLahirrahmaanirraheem

╭┉─════──════──════─══ ╮
│   MESSAGE OF THE DAY       │
╰┉─════──════──════─══ ╯
                   { PART-48}        │
       ┯┯─═─═─═─═─═─═───╯

✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁

Diwali me dukaan saaf karna.

gair muslim in dino me dukan,ghar saaf karte hai
unse mushabiyat paaye jane ki wajah se mana hai.
📒fatawa kaazikhan -3/577.

✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁

mazhabi tahwaro me gairmuslimo se milne jana

ye milne jane se unke tahwaar me shirkat ho jati hai
lihaza haram hai.

📒fatawa-e-mahmudiyah-19/573.

✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁

Gair qaumo ke tahwaar me unko mubarakbaadi dena.

maslan musalmano ka unko saal mubarak,
nutan varsabhinandan ,pateti mubarak
vagairah kehna jaiz nahi hai.

📒fatawa-e-mahmudiyah-19/567.

✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁

gair muslimo ke tahwaar me shirkat

unke mazhabi tahwaar me shirkat karne se,
unki khushiya manane se
aadmi kafir ho jata he.
diwali par bheji gai mithai vagairah khana in chizo ka na lena behtar he ,
agar koi deeni nuksaan na ho or
kisi maslihat se le liya to shara'an us khane ko haram na kaha jayega.

📒fatawa-e-mahmudiyah 18/33.

✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁❀✾❁

Next - 49 © ontinue in sha Allah  

    →ρLѕ  ƒoʀwαʀd to others
     ━═─────────────────═━
★☆★