⚀
▁▁▁▂▂▂▃▃▄▄⚀▄▄▃▃▂▂▂▁▁▁
вɪѕмɪʟʟαнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнɪм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
⚀Mαรjï∂-кε-Mαรαïℓ⚀
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
⊙ PART -05 ⊙
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
Agar koi cheez masjid me padi hui mile uska elaan masjid me karna jaa'iz he, bahar kisi ki koi cheez gum ho gayi ho uski talash ke liye masjid me uska elaan karna jaa'iz nahi.
Madarse ke liye Qurbani ki khale jamaa karne ka elaan jaa'iz he, lekin ye dhyan rahe k is elaan ki vajah se kisi namazi ki namaz me khalal na pade.
Namaze Janaz ka elaan to namaziyo ki ittela ke liye sahi he lekin gumshuda cheezo ka elaan jaa'iz nahi.
hadees sharif me iski sakht muman'at aayi he.
Masjid ki zarurato ke alawa masjid ka loud speaker istemal karna jaa'iz nahi.
Masjid me Taqreer aur Dars chahe badi raato ( Shabe Baraat vagera) me ho ya chhoti raato me iske dauran sirf andar ke speaker istemal karna chahiye taki awaaz masjid tak mehdood rahe aur ahle mohalla ko jinme bimar bhi hote he'n pareshani na ho, Sunane ka nafa us waqt hota he jab sunne wale shoq aur ragbat se sune, isliye jin logo ko sunana maqsoos ho unko targeeb dekar masjid me laya jaye.
Masjid me mitti ka tel jalana ya badbudar cheez le Jana makrooh he.
Masjid ke vazu khane ka paani vazu ke liye makhsoos he iska mohalle walo ko le Jana durust nahi, albatta agar ahle mohalla ne aam logo ke liye lagaya ho aur paani le Jane ki ijazat ho to jaa'iz he.
Reference:
Aapke Masail aur
unka Hal.
(pαʀт ⇨06)
Nεxт тimε insнα αllααн
━═─────────────────═━ ⚀

━═─────────────────═━