SAWAL
Agar ksis ne namaz me surae fatiha bhul se chori di to
1 namaz hojayegi
2 namaz nahi hogi
3 sajdae sahw wajib he
4 makruh hogi
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
JAWAAB
Namaz me surae fatiha wajib he farz nahi... Is liye agar kisi ne bhul se surae fatiha chordi to us per sajdae sahw wajib hoga our sajdae sahw karke namaz puri hohjayegi...
yaani jo option diye gaye thai unmese (3) ka jawaab sahi ✅ that
SAWAL
MELE KUCHELE, GANDE KAPDE YA TOPI PAHANKAR NAMAZ PADHNA KAISA HAI?
1) MAKRUHE TANZEEHEE YANEE MUNASIB NAHI.
2) MAKROOHE TAHREEMEE YANEE GUNEHGAAR HOGA.
3) BILA KARAHAT JAIZ HAI.ALLAH LIBAS KO NAHI DIL KO DEKHTA HAI.
JAWAB
Jawab... Makruhe tanzihi he... Kitabul masail /shami yani no.1 jawab sahih he..... Namaz ke liye saaf suthre kapde ho to behtar he lekin agar gande kapde me padhliya to achcha nahi he magar gunah nahi hoga...
suwal
Namaz me samne diwar per lagi hui ghadi dekhne se
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
1... Namaz fasid hojayegi
2...jaiz he
3...makruhe tanzihi yani nahi karna chahiye (munasib nahi)
4... Makruhe tahrimi yani gunah
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
JAWAAB
Namaz me samne diwar ki ghadi dekhna makruhe tanzihi yani na munasib our be adabi he.
3 no. Jawab sahih he....mustafad kitabul masail 1/345
SAWAL
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
📨 Namaz me kisi ko chink aagayi us ne alhamdulillah kaha to dusre namazi ne yarhamukallah kaha to is yarhamukallah kehne wale ki namaz
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
1).. Namaz makruhe tahrimi
2).. Makruhe tanzihi
3).. Namaz hojayegi bagair makruh ke
4).. Namaz fasid hojayegi yani tut jayegi
JAWAB
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
Namaz me kisi ke alhamdulillah ke jawab me yarhamukallah kehne se namaz fasid hojayegi albatta alhamdulillah kehne wale ki namaz fasid nahi hogi.... Nurul izah
Yani jawab no.4 sahih✅ he
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
SAWAAL
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
SAJDAH E SAHU VAJIB THA LEKEEN USE KARNA BHUL GAYA AUR SALAAM FER DIYA AUR QIBLE SE BHI NAI FIRA AUR KOI DUNYAWI KALAM BHI NAI KIYA AB KIYA KARNA CHAHIYE?
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
JAWAAB
Fauran sajdae sahw kar ke attahiyat wagaira padh kar salam pher de. Namaz ho jayegi Insha Allah.. . . . . . . . . . . . Aur . Agar qible se fir gaya ya dunyawi kalam kar liya to . . Namaz dobara padhni padegi
SAWAAL
Agar Dorane namaz Mobile ki ghanti baj jay to kiya kare
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
1 )jeb mein 1 hat dal kar Mobile band karde
2 )Mobile Bahar nikal kar band karde
3 )Mobile esei Bajne de
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
JAWAB
❇ Agar namaz mein mobile band karna bhool jaye, or ghanti baj jaye to 1 haath se band karde jeb k andar hi andar🔽
yani jawab no..1 sahi hai
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
NOTE:- Kuch log mobile bahar nikal kar dekte hen aur phir band karte hen is se namaz tut jayegi