✧✧✧
▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁▁▁
вιѕмιʟʟαнιʀʀαнмαηιʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
⚀ NAMAAZ ⚀
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
⊙ PART -15 ⊙
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
jama'at ki namaz akele namaz se 27 darja [sawab] me zyada hoti hai.
📘Bukhari sharif.
━═─────────────────═━
jama'at kl zaruri samjo.
bhediya akeli bakri ku kha jata hai.
aadmi ka bhediya shaitan hai.
📘Abu Dawood.
━═─────────────────═━
jama'at se namaz padhna sunnat-e-mua'akkadah (Wajib ke kareeb) hai.
jama'at chodne ki aadat banane wala gunehgar hai.
uski shahadat qabul nahi.
📃 fatawa -e muhammadiya
shami ,1/371.
━═─────────────────═━
🌐Allah Ta'ala hum sabko 5 time ki namaz jama'at se padhne ki taufeeq
ataa farmaaye.
ααmeen..
Nεxт ραят
Nεxт тimε insнα αllααн
━═─────────────────═━