Eid Milad part 7

❁                                     


         ︻︻︻︻︻︻︻︻︻
       【 βismiнi  тα'ααLα  】
         ︼︼︼︼︼︼︼︼︼
BARAWAFAT WA EID MILADUN NABI KE JASHN ISLAM MEIN KYA HAI AUR ISKI HAQEEQAT… PART – 7 OF 8
Koi ye bhi kah sakta hai ki us din to Nabi SaLLaLLahu  ALayhi  WasaLLam ki wafat hui thi lekin uske bad to manaya hoga to phir wo shakhs mujhe Aslaf-e-Ummat mein se kisi ek se ye sabit kar de ki usne 12 Rabiul Awwal ko kisi bhi tarah ka jashn manaya ho, balki mera challenge hai koi shakhs ye sabit nahi kar sakta.
🔴Nabi SaLLaLLahu  ALayhi  WasaLLam ke bad ke daur mein Miladun Nabi par Aslaf-e-Ummat ka tarz-e-amal…
🔵 Hazrat Abu Bakr Radi Allahu Ta'ala anhu. ke daur mein 2 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Umar Radi Allahu Ta'ala anhu. ke daur mein 10 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Usman Radi Allahu Ta'ala anhu. ke daur mein 12 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Ali Radi Allahu Ta'ala anhu. ke daur mein 7 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Ameer-e-Muawiya Radi Allahu Ta'ala anhu. ke daur mein 19 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Umar bin Abdul Azeez Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 2 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Imam-e-Azam Abu Hanifa Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 43 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Imam Shafayi Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 53 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Imam Malik Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 64 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Imam Ahmad bin Hambal Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 40 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Imam Malik Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 64 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Imam Bukhari Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 38 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Imam Nasai Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 42 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Peeran-e-Peer Sheikh Abdul Qadir Jeelanui Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 57 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Khwaja Moinuddin Chishti Ajmeri Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 51 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Hazrat Khwaja Moinuddin Chishti Ajmeri Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 51 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Khwaja Bahauddin Zakariya Multani Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 45 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Khwaja Alauddin Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 45 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Baba Ganj Shakar Fareeduddin Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 52 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Sultanul Arifeen Sultan Wahid Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 50 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Imam Ghazali Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 43 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Imam Razi Rehmatullahi ALayh. ke daur mein 41 martaba 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 In azeem hastiyon ke bad kuch aur bhi hain jaise Muhammad Qasim Rehmatullahi ALayh. ke daur mein bhi 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Sultan Salahuddin Ayyubi Rehmatullahi ALayh. ke daur mein bhi 12 Rabiul Awwal ka din aya, Sultan Nooriddin Zangi Rehmatullahi ALayh. ke daur mein bhi 12 Rabiul Awwal ka din aya.
🔵 Tariq Bin Zyad Rehmatullahi ALayh. ke daur mein bhi 12 Rabiul Awwal ka din aya, Sultan Tipu Rehmatullahi ALayh. ke daur mein bhi 12 Rabiul Awwal ka din aya…
🔜  Baaki  Next Time Inshaa ALLaah.
      ┄─━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━─┄